lyrics
na maine kaha na maine suna....
aie merie dhadkan aei meri sansen....
tum kiyun behkne lagi....
main tdapne lagi.....
aab tum hi karo kuch....
mujh ko apne gale se laga lo....
saanson ko mere apna bana lo....
dhadken ke mere kareeb tum aao....
samjho mujhe tum.....
badan ko mere apna bana lo.....
main machalne lagi....
behkne lagi....
na maine kaha na maine suna....
aie merie dhadkan aei meri sansen...
tum kiyun behkne lagi....
tdapne lagi.....
aab tum hi karo kuch.....
mere dil ko sambhalo.....
mujh ko apne dil mein bitha lo.....
main mudna bhi chachoo.....
mud na paaon....
tum bin aab main.....
kati patang hoon.....
na doori na saathi....
kahin atack jaaon gi....
kat jaoon gi.....
seene men mere....
bus tum reh jao ge....
gar tum mere paas na aao ge....
na maine kaha na maine suna.....
aie merie dhadkan aei meri sansen,,,,,
tum kiyun behkne lagi....
tdapne lagi....
hmm hm hmm hm
copy right(c)alka narula
photo credit google search kites
From Food , Drinks cocktails to Social Issues , Fashion ,Fitness ,Makeup to Crime against women, Lifestyle , celebrity ,news to hindi poetry, from everything to anything that comes to my mind or I wanna share comes out here ,
Translate The Page
Saturday, 19 May 2012
Friday, 18 May 2012
kaise bataon
Do you think I can write lyrics ??
kaise baaton mujhe kuch hua hai , kaya un ko pata hai ,main un se pyaar karne lagi hoon........
aai hawa tum chalo toe , mujhe choo kar jana , mere badan ki ,thodi kushboo le janna......
un ko bataana mmain ek kali hoon , un ko main paa kar khil uthun gi....
un ko bataan jab woh meri gali se ,guzre the kal bhi , main chupke se peeche khadi thi ,un ki nazar se chup kar ,un ki aahat sun rahi thi...
kaise baatun mujhe kaya hua hai , kaya un ko pata hai main un se pyaar karne lagi hun....
aai hawa un se kehna ,main akele khari hoon , bus un ka intzaar kar rahi hoon..
un se yeh kehna jab woh chalen toe ,thodi si muskurahat lete aana.......
meri badan ki har taar pakad len ,mujhe apna samjh len.....
mere liye bus itna tum kar do , mere lab choo kar bas itna samjh lo..main un se aab pyaar karne lagi hoon...
un ko paa ker main youn hi udhne lagoon gi ....
kaise baaton mujhe kuch hua hai ,kaya un ko pata hai ,main un se pyaar karne lagi hoon...
aai hawa tum jub chalo toe ,muj ko choo kar jana ,mere badan ki ,thodi si kushboo saath le janna...
un ko bataana..hm hm hmm hm hmm hm
jub se un ko dekha hai maine ,main fisal gayi hoon ,main pagal ho gayi hoon ,udtti pari ban gayi hoon....
har taar mere badan ka un ko choona chahe ,awaaz bhi dun toe un ka hi naam mere labon pe aaye..
yeh mujh ko kaya hua hai ,kaya un ko pata hai ,aai hawa tum ab chalo toe mere badan ki thodi kushboo le jaana ,un ko batana,un ke bina aab main na jee paun gi......
kaise baatoun mujhe kuch hua hai ,kaya un ko pata hai ,main un se pyaar karne lagi hoon ....
aai hawa tum jub chalo toe,mujh ko choo kar tum jana ,mere badan ki ,thodi si kushboo saath le janna....
un ko bataana....hmm hmmm hmmm hmmm
copy right (c)alka narula
phoyo credit green leap delhi
.

Thursday, 17 May 2012
kaise kahen hum (lyrics in hindi)
this is my 1st attempt to compose lyrics in hindi,i want frank opinion from all of you...be critical or rude i wont mind at all
..
kaise kahen yeh dil toe ab sambhalta nahin ..... humari yeh dadken tumhari hi aawaz ban gayi.....socha toe yahi tha ki youn hi akele ,chupke se nikal jayen ge.....magar jo mude hum humari parchaie se tumhari hi khushboo aane lagi ....jub saansen bhi humari tumhara naam gungune lagi...hamari muskuraht ke peeche bhi tumhara naam dikhne laga.... aab tum hi batao hum kaise keh den , tumhare bina reh pain ge......kaise kahen hum yeh dil aub sambhalta nahin.....sambhalta nahin
ruke the hum kuch pal socha tha youn hi mud jayen ge....socha tha youn hi chpke se bina tum ko dekhe nikal jayen ge....sheeshe me jo dekha aankhon mein humari tumhara hi chehra dikne laga.... kambakht yeh dhadken bhi yun hi kuch ruk ruk kar chalne lagi ...aab tum hi batao bhala kaise yeh keh den , tumhare bin hum reh pain ge......kaise kahen hum yeh dill to aub sambhalta nahin......sambhalta nahin
yeh hum ko kaya hua hai ...chach kar bhi humare kadam tumhare kadmo ke peeche chalne se thumte nahin...humara husn bhi tumhari tareef karne se rukta nahin....humhara dil tum pe fida hai ...aab yeh sambhle sambhlta nahin ...aab tum hi batao bhala hum kaise yeh keh den , tumhare bin hum reh pain ge......kaise kahen hum yeh dil to aub sambhalta nahin.....sambhalta nahin
copy right(c) alka narula
photo credit list of flower

raaz
Kaya kahen hum apna naam....hum toe hain yun hi badnaam ,
Aap kaya samjhen ge har shaam...kiyun karte hain hum gulzaar,
Yeh jism toe faut hua tha us raat...jo bun chuki hai aub raaz.
copy right (c)alka narula
photo credit indian muslim news and information
Sunday, 13 May 2012
what comes first
Before i come to the point its important for one to understand where i am coming from. Here is an account of a relevant story that I feel would help me express my feelings and the message I am trying to convey in a better way
"I am depressed ... without phone ... money for rent ... money for child support ... money for debts ... money!!! ... I am haunted by the vivid memories of killings and corpses and anger and pain ... of starving or wounded children, of trigger-happy madmen, often police, of killer executioners ... I have gone to join Ken (recently deceased colleague Ken Oosterbroek) if I am that lucky" excerpts from suicide noteof Kevin Carter who took his own life by taping one end of a hose to his pickup truck’s exhaust pipe and running the other end to the passenger-side window. He died of carbon monoxide poisoning
Carter's prize winning photograph was sold to the New York Times, the photograph first appeared on March 26, 1993. Hundreds of people contacted the newspaper to ask the fate of the girl. The paper reported that it was unknown whether she had managed to reach the feeding center. In 1994, the photograph won the Pulitzer Prize for Feature Photography.
Its a guest post for more please clickhttp://myrootsmywings.
Subscribe to:
Posts (Atom)